Wednesday, 15 May 2013

Chahat Par Aitbaar Na Raha

Chahat Par Aitbaar Na Raha
Chahat Par Aitbaar Na Raha,
Khushi Kya Hai Ye Ehsaas Na Raha....

Dekha Hai In Aankhon Ne Tute Sapno Ko,
Islie Ab Kisi Ka Intezaar Na Raha...

No comments:

Post a Comment